Bollywood has over the years given us some strong and opinionated female characters. Maybe not as many as we would like to believe, but as our cinema progress, our actresses turn from props to leading actors.
There was Shivai Shivaji Roy in Mardaani, Geet in Jab We Met and Farah Ali in Dil Dhadakne Do, all these women were powerful in their own different way, one fighting crime, one fearlessly accepting her life’s mantra and the last, trying to make it big in the world by herself. And they all had the iconic dialogues that gave us words of wisdom to live by. I decided to make a list of such amazing bollywood dialogues by characters that stayed with us long after the movie ended and made for unforgettable female roles.
Best Dailogues By Bollywood Divas
1.
2. “Besharam badtameez khudgarz hota hai… par pyar toh aisa hi hota hai”. – Leela (Deepika Padukone), Goliyon Ki Rasleela Ram-Leela
3. “Hansi badi mehangi ho rakhi hai duniya mein.” – Indu (Konkana Sen), Omkara
4. “Tum ne mujhe zindagi ka sahi rasta dikhaya hai, galat aur sahi mein fark dikhaya hai. Sehna sikhaya hai, samajhna sikhaya hai, dosti nibhana sikhaya hai, aur chahna bhi.” – Aisha (Sonam Kapoor), Aisha
5.
6. “Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete… par aapne toh humse hamara guroor cheen liya.” – Kashibai (Priyanka Chopra), Bajirao Mastani
7. “Hum jis raaste ko apnate hai, woh utna hi important hai jitni hamari manzil.” – Yasmin (Kareena Kapoor), Satyagraha
8. “Jagada tabhi hota hai jab dard hota hai aur dard tabhi hota hai jab pyar hota hai.” – Vidya Joshi (Kangana Ranaut), Shootout At Wadala
9.
10. “Agar yeh hota toh woh nahi hota, agar woh hota toh yeh nahi hota… hota toh wohi hai joh hona hota hai.” – Neerja (Sonam Kapoor), Neerja
11. “Sau andheron mein bhi roshan ho, us haqeeqat ki talash hai. Teri dehleez pe chhod aaye, us mohabbat ki talash hai. Jhukne ki ibaadat ko toh samjhe jahaan walon, katne pe joh haasil ho, us jannat ki talash hai.” – Saba (Aishwarya Rai), Ae Dil Hai Mushkil
12. “Ek mulk kagaz pe naksho ki lakeeron se nahi badhta, mulk badhta hai rang se, bhasha se, dharam se, zaat se.” – Aarti Malhotra (Taapsee Pannu), Mulk
13.
14. “Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah, ab tera zikr hoga ibadat ki tarah.” – Mastaani (Deepika Padukone), Bajirao Mastani
15. “Pyaar mein junoon hai par dosti mein sukoon hai.” – Alizeh (Anushka Sharma), Ae Dil Hai Mushkil
16. “Duniya har nayi baat ko pehle thukrati hai, baad mein maan leti hai.” – Sonia Mehra (Rekha), Koi… Mil Gaya
17.
18. “Jitna bhi padh lo graduation, post-graduation… par jab tak **** mangalsutra gale mein nahi lagta na… tab tak life complete nahi hoti.” – Avni Sharma (Sonam Kapoor), Veere Di Wedding
19. “Sapne dekhna achchi baat hai, par kahi baar unke peeche daudte daudte na apne peeche choot jaate hai.” – Aarfa (Anushka Sharma), Sultan
20. “Asli bahadur woh nahi hote joh camera ke peeche sawaal poochte hai. Asli bahaduri woh dikhate hai joh camera ke samne aakar sach bolne ki himmat rakhte hai.” – Noor (Sonakshi Sinha), Noor
21.
22. “Mulk ke samne mujhe apna aap nazar nahi aata, main hi toh mulk hoon, Hindustan hoon.” – Sehmat (Alia Bhatt), Raazi
23. “History is always written about men but not always made by them.” – Gitanjali (Ileana D’Cruz), Baadshaho
24. “Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. Har modh aasan nahin hota, aur har modh pe khushi nahin hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahin chhodte toh mohabbat ka saath kyun chhodein.” – Megha (Aishwarya Rai Bachchan), Mohabbatein
25.
26. “Woh joh hai woh main hoon aur main joh hoon woh woh hai.” – Karisma (Karisma Kapoor), Andaz Apna Apna
27. “Kisi bhi insaan ka dil jeetne ke liye, uske mann mein jhankna padta hai. Iski choti choti khushiya, choti peedayein, vishvas aur dhadkano se judna padta hai. – Jodha Bai (Aishwarya Rai), Jodha Akbar
28. “Jo karna tha, woh karna tha.” – Meera (Anushka Sharma), NH10
29.
30. “Har insaan sapne dekhta hai. Lekin sapne mein hichki aa jaye na, toh sapna toot jaata hai.” – Dr Vidya (Vidya Balan), Paa
31. “Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hain, ek baar khule toh sirf ek tukda nahi kha paoge.” – Naina (Deepika Padukone), Yeh Jawaani Hai Deewani
32. “Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante, tab tak hum dard se aur dard humse juda nahi hota.” – Ayesha (Shraddha Kapoor), Ek Villain
33.
34. “Kabhi kabhi dosti mohabbat ki jagah le leti hai. Aur phir mohabbat ke liye jagah hi nahin rehti.” – Maya Talwar (Rani Mukherjee), Kabhi Alvida Naa Kehna
35. “Jaan usse do joh apna dil tumhe de. Lekin apna guroor sirf us pe kurbaan karo, joh tumhare pyaar mein fanaa ho jaye.” – Nafisa Ali (Kirron Kher), Fanaa
36. “Mard khana banaye toh kala hai, aurat banaye toh uska farz hai.” – Shashi Godbole (Sridevi), English Vinglish
37.
38. “Zaroori nahi hai ki har baat, har waqt, doosron ko batayi jaye. Har baat batane ka ek sahi waqt hota hai.” – Actress (Katrina Kaif), Bombay Talkies
39. “Na jaagte hue khwab dekha karo, na chaho usse jise paa na sako. Pyaar kahan kisi ka poora hota hai, pyaar ka pehla akshar adhoora hota hai.” – Radha (Priyanka Chopra), Teri Meri Kahaani
40. “Dil se faisla karo tumhe kya karna hai, dimaag tarkeeb nikaal lega.” – Farah Ali (Anushka Sharma), Dil Dhadakne Do
Haven’t watched some of the movies I mentioned? Well, you better get to it right away. Especially Bombay Talkies and Raazi, which happen to be two of my favourites!
POPxo is now available in six languages: English, Hindi, Tamil, Telugu, Marathi and Bangla.
AWESOME NEWS! POPxo SHOP is now Open! Get 25% off on all the super fun mugs, phone covers, cushions, laptop sleeves, and more! Use coupon code POPXOFIRST. Online shopping for women never looked better!
This story was updated in January 2019.
You Might Like This
Latest Bollywood Songs For Your Next Party
Song Lyrics You Can Text Him To Turn Him On