Table of Contents
It is said that when you are happy you enjoy the music, and when you are sad, you understand the lyrics. In my opinion, lyrics make or break a song. How many times have you found yourself listening to a song and felt that the lyrics were written just for you? A well-written song connects with people on a deeper level. It has the ability to make you feel a lot of suppressed emotions. When you’re feeling unhappy, listening to sad lyrics can be therapeutic and can make you realize that you’re not alone in feeling this way. Below are some sad Hindi song lyrics that you might want to listen to!
Old Sad Song Lyrics
The magic of old Hindi song lyrics remains unparalleled. This goes for old sad songs lyrics too. The poetic lyrics, the eloquent and soul-stirring phrases seem to perfectly articulate the feelings that you can’t put into words sometimes. We have compiled a list of some of the best emotional song lyrics from old Hindi films that can keep you company while you sit with your feelings.
Lag Jaa Gale- Woh Kaun Thi
“Hum ko mili hai aaj ye ghadiya naseeb se,
Jee bhar ke dekh leejiye humko qareeb se,
Phir aapke naseeb mein ye baat ho na ho,
Shayad phir is janam mein mulaqat ho na ho,
Lag jaa gale…ae..ae..”
Tadap Tadap- Hum Dil De Chuke Sanam
“Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To lut gaye, haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat mein.”
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho- Arth
“Tum itna jo muskura rahe ho
Kya gham hai jisko chhupa rahe ho
Aankhon mein nami hansi labon par
Kya haal hai kya dikha rahe ho.”
Hum Bewafa Hargiz Na The- Shalimar
“Hum bewafa hargiz na the,
Par hum wafaa kar na sake.
Humko mili uski sazaa,
Hum jo khata kar na sake.”
O Saathi Re- Muqaddar Ka Sikandar
“O saathi re, tere bina bhi kya jeena
O saathi re, tere bina bhi kya jeena
Phoolon mein, kaliyon mein, sapno ki galiyon mein
Phoolon mein, kaliyon mein, sapno ki galiyon mein
Tere bina kuch kahin na
Tere bina bhi kya jeena.”
Tu Hi Re- Bombay
“Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aaja re, aaja re, yu hi tadpa na tu mujhko
Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
Chaand re, chaand re, aaja dil ki zameen pe tu.”
Lambi Judai- Hero
“Baag ujad gaye khilne se pehle
Panchhi bichhad gaye milne se pehle
Koyal ki kook ne hook uthayi
Haye lambi judai,
Char dino ka pyaar o rabba
Badi lambi judai, lambi judai.”
Ajeeb Dastaan- Dil Apna Aur Preet Parai
“Kisi ka pyaar leke tum, naya jahan basaaoge,
Yeh shaam jab bhi aayegi, tum humko yaad aaoge.
Ajeeb daastaan hai yeh,
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum.”
Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye- Nikaah
“Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye.”
Dost Dost Na Raha- Sangam
“Dost dost naa raha
Pyaar pyaar na raha
Zindagi hamein tera
Aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost naa raha
Pyaar pyaar na raha.”
New Sad Song Lyrics in Hindi
If you don’t find old songs relatable, these new sad Hindi song lyrics might help you acknowledge your feelings. Get lost in the heart-wrenching, emotional and sad lyrics that may perhaps help you understand your problems better. Besides, it’s always a good idea to listen to music to calm and de-stress yourself.
Mehrama- Love Aaj Kal
“Main na pohchun kyun wahaan pe
Jaana chahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata.”
Agar Tum Saath Ho- Tamasha
“Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapnon mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho.”
Shayad- Love Aaj Kal
“Shayad kabhi na keh sakun main tumko,
Kahe bina samjh lo tum shayad.
Shayad mere khayal mein tum ek din,
Milo mujhe kahin pe ghum shayad.
Jo tum na ho rahenge hum nahi,
Jo tum na ho rahenge hum nahi,
Na chahiye kuchh tumse zyada,
Tumse kam nahi.”
Naina- Dangal
“Naina.. jo saanjh khwab dekhte the
Naina.. bichad ke aaj ro diye hain yun
Naina.. jo milke raat jaagte the
Naina.. sehar mein palken meechte hain yun.”
Bekhayali Mein- Kabir Singh
“Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun judayi de gaya tu, yeh sawal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye.”
Channa Mereya- Ae Dil Hai Mushkil
“Mehfil mein teri hum naa rahe jo
Gham toh nahi hai, Gham toh nahi hai,
Qisse humaare nazdeekiyon ke
Kam toh nahi hai, Kam toh nahi hai.
Kitni dafaa, subah ko meri tere aangan me baithe
Maine shaam kiya.
Channa mereya mereya, channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya.”
Maana Ke Hum Yaar Nahin- Meri Pyaari Bindu
“Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Phir bhi nazrein na tum milaana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahin.”
Ae Dil Hai Mushkil- Ae Dil Hai Mushkil
“Mera aasmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi
Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil.”
Phir Le Aaya Dil- Barfi
“Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
Dil keh raha use maqammal kar bhi aao
Wo jo adhoori si baat baaki hai.”
Kabira- Yeh Jawaani Hai Deewani
“Ban liya apna paigambar
Tair liyaa saat samandar
Phir bhi sookha man ke andar
Kyon reh gaya..
Re Kabira maan jaa, re fakeera maan jaa
Aaja tujhko pukaarein teri parchhaiyaan.”
More Song Lyrics
Romantic Song Lyrics: Songs are a great way to express your feelings. Here are some romantic song lyrics that you can send to your bae.
Sexy Song Lyrics: Here’s a list of hot and sexy song lyrics that you can text your boyfriend to turn him on!
Songs for best friends: If you are looking for the songs that will make your best friends go gaga then check out the link right away.
Whether you’re going through heartbreak, or are just feeling burnt out and sad, we hope these sad Hindi song lyrics help you acknowledge your feelings and deal with the emotions. Above all else, remember that nothing or nobody is worth being sad over for a long time. Release the baggage you’ve been holding on to, cry it out, and try to move on with your life.
Feature Image: YouTube